Posts

Showing posts with the label Gujarati Script Effect

My New Devnagri Typeface Designing Blog?

Image
Hello friends,  mere blog devnagri typeface designing par aapka swagat hai- my name is Shrawan K Vaishnav. Yeh hindi devnagri fonts ka mera naya blog hai .yaha se lagbhag har type ka hindi font download kiya ja sakta hai .hindi pure world me boli jane wali language hai.yaha aapko bahut saare devnagri fonts milenge jo hindi,Marathi,nepali ke sath–sath Sanskrit language ke bhi font milenge. Is tarah se bahut saare devnagri ke fonts yaha se download karne ko available hai. Yaha maine bahut saare fonts ko alag-alag category me divide kiya hua hai jisse user ko jo chahiye wo aasani se mil jaye or time bhi kam se kam lage. Top devnagri fonts hai: 28 most creative hindi fonts 10 beautiful unic hindi fonts 10 most official hindi fonts 14 font tough look ke liye 10 devnagri font for website designing 15 font for handwriting style 30 attractive hindi fonts 32 my favourite hindi fonts 999 isme noteable hindi font hai Mere Fonts hai:  Rough Latin font Other Fonts: 1) Newspaper f...

Liza Hindi font with Gujarati script effect?

Image
Hello Friends, abki baar me aap logo ke liye lekar aaya hu hindi language me ek or font jiski script bahut jyada effective hai . jaisa ki hum hindi ke devnagri or arabi languages ke latin font ke bare me pehle bhi charcha kar chuke hai, hamara yeh font bhi devnagri par hi based hai .pehli baar me dekhne par yeh kisi hindi bhasake font ki jagah gujrati font adhik lagta hai !yeh font minimum font ki category me rakha ja sakta hai. Hindi or gujrati font waise to kafi similar hote hai lekin unme se kuch word aise hai jo thode se unfamiliar lagte hai . is font ke kai word to without upper common line likhe hote hai jo in dono language ke beech ke bade antar ko dikhata bhi hai. Is font ki sabse badi baat yeh hai ki yeh other fonts ke alawa bahut hi simple lagta hai. Jabki other fonts dusri kisi bhi language me jaane par bahut jyada complex ho jate hai. Is font ka naam Liza hai or yeh koi naya font nahi hai lekin aaj bhi iska use bahut kam logo ko pata hai or iska bahut hi common use bhi nah...