Wedding ke liye symbol or font download kare?
Aajkal decoration kisi bhi Indian marriage ka sabse important part banta chala ja raha hai.
Shaadi me log Log apne ghro se lekar,garden,vehicles,open-space or sadak tak sab kuch decorate karte hai. kuch log apne house ki wall par unique or beautiful paintings bhi banwate hai. yaha tak ki invitation card par bhi aise symbol print karwaye jaate hai. ganesha symbol ke alawa or bhi kai best symbols hai jo in sabko dekhne me sundar look dete h.
Mujhe shaadi ke symbol se related ek shaandaar font mila hai jisme shaadi ke bahut saare traditional design hai. inme se most hai-deepak, kalash, dholak or swastika aadi.ye sab symbol kisi printed material ko shaandar look de dete hai jaisekisi marriage ka invitation card par print hota hai..
Iske liye aapko bus yeh font download karna hai or apne system me install karna hai. iske baad aap is symbol font ka use karke bina kisi image ka use kiye aasani se apne effect dikha sakte hai. is font ka use karke aap sabse pehle iska size set kare .isme aap alag-alag theme ke according alag-alag colour bhi de sakte hai. isme alag se some special effect jodkar aap or bhi intresting bana sakte hai.
Preview:-

Font for marriage symbol:-
Wed symbols fontPreview:-
Ye sab images kisi bhi shaadi ke program me invitation card par, deewaro par painting ke roop me or bhi kai tariko se kaam me aati hai isliye yeh kisi bhi marriage ki prepration se related printed material ke liye bahut hi upyogi font hai.
Font name: WedSymboLys,
zip size: 40.2 KB,
Font name: WedSymboLys,
zip size: 40.2 KB,
Comments
Post a Comment